Aankh Band Kar Ke Namaz Padhna Kaisa Hai ?
Aankh Band Kar Ke Namaz Padhna Makrooh e Tanzeehi Hai, Namaz Ho Jayegi , Huzoor Sallahu Alaihi Wasallam Ne Aankh Band Kar Ke Namaz Padhne Se Mana Farmaya Hai . Lekin Agar Aankh Band Kar Ke Padhne Me Khushoo Khuzoo Zyada Rahe To Aankh Band Kar Ke Namaz Padhne Me Koi Haraj Nahi .
Azhar Alimi