Farz , Sunnat Aur Nafil Ki Tamam Rakaton Me 1 Hi Soorat Padhna Kaisa Hai ?

Azhar Alimi
17 Aug 2023

Kya Namaz Ki Har Rakat Me Surah Fatiha Ke Baad Surah Ikhlaas Padh Sakte Hain ?

Jawab : Farz Namaz Ki Dono Rakato Me Surah Fatiha Ke Baad 1 Hi Soorat Bagair Uze Padhna Makrooh e Tanzeehi Hai . Aur Agar Koi Uzr Ho Jaise Aur Koi Soorat Na Yaad Ho To Koi Haraj Nahi . Isi Tarah Sunnat Aur Nafl Ki Tamam Rakato Me Bhi Alag Alag Soorat Padhna Behtar Hai . 

Azhar Alimi