Kya Farz Ki 4 Rakato Me Surat Me Mila Sakte Hain ?

Azhar Alimi
08 Aug 2023

Ahkam e Shariat Me Hai Ki Agar Imam Namaz Padha Raha Hai To Aakhir Ki 2 Rakaton Me Surah Na Milaye Isliye Ki Ho Sakta Hai Muqtadiyon Ko Bojh Mahsoos Ho . Han Agar Koi Akela Namaz Padh raha Hai To Aakhir Ki Rakato Me Surah Fatiha Ke Baad Soorat Milana Achcha Hai , Nahi Milayega To Koi Haraj Nahi Aur Agar Milaye To Sawab Milega . 

Azhar Alimi